image ki size ko online decrease kaise krte hai?

Friends is post me hm sikhenge ki kisi bhi size ke image ko bina kisi software se online decrease kaise krte hai wo v bina quality change kiye .sabse pahle mai aapko bta du ki image ki size ko kam krne ki kya jarurat h. why we compress image? agr app kisi ko v image send krte h to agr image ki size jyada hai to use upload hone me time lagta h aur to aur aapka data v kharch hota h.aap sochte hai ki agr is image ki size km hoti to mai jaldi se send kr pata .dusri bat ye ki agr aap blogging krte h to aapko bahut si image apne blog pr upload krni hoti h image ki size jyada hone se us website ki loading bad jati h isliye yah jaruri h ki aap us image ki size ko compress krke hi site pr upload kre. ab aap ye sochenge ki kya koi tarika h jisase image ki size kam ho jaye ji haa bilkul h .aapko koi v software download krne ki jarurat nhi h .hm aapko kuchh website ke bare me btayenge jisase aap online image ki size ko compress kr sakte hai. compresspng.com is website ka use krke aap image k...