Facebook auto play video kya h? ise kaise disable krte hai?
Dear friends aapko fb kya h ye btane ki jarurat nhi h .aaj world me fb itna popular ho gya h ki shayd hi koi fb ke bare me n janta ho.hm is blog pr facebook se related tips and tricks share krte h . aaj ham facebook ki auto play video feature ki bat krenge. sabse pahle mai aapko bta du ki fb auto play video kya h.
facebook autoplay video kya hai?
aap jb apna fb account open krte h to aap apne fb account pr bahut sare post kiye huye video dekhte hai .
aaiye fb auto play video ko desasble krna sikh lete h.
Step-1
sabse pahle aap apna fb account open kre .
Baca Juga
.
setting menu pr click krke setting option select kre.
Step-2
setting ek new page me open ho jayegi.image me aap setting ki list dekh sakte h sabse niche aap dekhenge video ka option h us pr click kre.
Step-3
setting menu pr click krke setting option select kre.
Step-2
setting ek new page me open ho jayegi.image me aap setting ki list dekh sakte h sabse niche aap dekhenge video ka option h us pr click kre.
video option pr click krne k bad video setting open ho jayegi.
Step-3
video setting me aap 2 option dekh sakte h.
1.pahla option video quality ka h .by default isme video quality sd hoti h lekin aap dropdown menu pr click krke video ki quality ko change kr sakte hai.
2.dusra option auto play video h .aap dropdown menu pr click krke off select kre .is prakar aapne auto play video ko disable kr diya h.agr aap auto play video ko enable krna chahte h to on select kr dijiye auto play video enable ho jayega .
Comments
Post a Comment