google.co.in ko google.com me kaise change karte hai?
Google.com ek best search engine h.aapko kuchh bhi search karna hota h to aap google pr search kr lete h lekin kya aapne kabhi notice kiya ki jb aap browser ke address bar me google.com type krte h to yah google.co.in me change ho jata h kyoki aap india me h to yah india ka search result deta h jaise canada ke liye google.ca aur united kingdom ke liye google.uk. notice karne pr ye pta chalta h ki google.co.in me search result kuchh aur ,aur google.com me search result kuchh aur hota h mtlb dono ke search result different hote h.google.co.in india k liye aur google.com worldwide ke liye hota h.hm isi topic pr discuss krne wale h ki google.co.in ki jagah google.com ko kaise open krte h.crome browser aur firefox dono me process same h. Step-1 sabse pahle apna computer browser open kre aur address bar me type kre google.com aur jaise hi aap enter button hit krte h yah google.co.in me change ho jata h. browser ke right buttom corner me google.com open krne ka option milega.aap niche im...