Facebook pr friend ke post ko kaise hide karte hai.

Baca Juga

Facebook ek aisa plateform h jaha ham status,image or video apne dosto ke sath share karte h.aapke fb friends bhi kuchh na kuchh post karte rahte h lekin jaruri nhi aapke friends ke sabhi post aapko pasand aaye ya phir ho sakta h wo post legal na ho aur aap us post ko apne fb new feed se hide karna chahte h.aapke friend list me kuchh aise bhi friends h jo pure din kuchh na kuchh post karte rhte h aur ap unke post se pareshan h.
agr friend jyada close nhi h to aap uske post se chhutkara pane ke liye use unfriend kr sakte h lekin aisa bhi tarika h jisase aap unfriend kiye bina friends ke post ko hide kr sakte h. is post me hm isi tricks pr discuss karne wale h.

Facebook pr friends ke post ko kaise hide karte h.
jb bhi aap kisi friend ko apne fb friend list me add karte h to fb pr aap use automaticaly  fellow kr dete h aise me apne friend ke sabhi post ko aap dekh pate h lekin agr aap us friend ko unfellow kr dete h to usake fb post aapke new feed me nhi aayenge.is tarah aapko use unfriend or block karne ki jarurat nhi h.

sabse pahle aap apne facebook account me login kre.agr aap friend ke kisi post ko hide karna chahte h to us pr jaye.


  • aap upar screenshot ko dhyan se dekhe .mere facebook friend ki yah ek post h mai is post ko hide karna chahta hu.aap right up corner me ek dropdown button dekh sakte h us pr click kre.pahla option h hide post .hide post pr click karne ke bad yah post hide ho jayega.
  • agr aap chahte h is friend ke koi bhi post aap na dekhe to aap second option dekh sakte h unfellow us pr click kre yah friend unfellow ho jayega jisase isake koi v post aapke fb account pr nhi aayega. 

Fb group ke post ko kaise hide karte hai.
isi tarah aap kisi group ya fan page ke bhi post ko hide kr sakte h.pahle imaghe ki tarah is image ki right up corner me dropdown button pr click kre.


screenshot me aap dekh sakte h mere ek friend Anita ne ek group me photo post kiya h hame is post ko remove karna h.
  1. hide post pr click karne ke bad yah post aapke news feed se hide ho jayegi.
  2. agr aap chahte h ki aapke friend ki koi bhi post aapke fb pr na aaye to aap second option ko choose kr sakte h.
  3. agr aap cahte h ki group ka koi bhi post aapke fb news feed me na aaye to third option ko choose kre.
is tarah aap apne friends ke post aur fb group ke post ko hide kr sakte h.

Comments

Popular posts from this blog

How to download videos using en.savefrom.net

Aeromeo Responsive Magazine Blogger Template

Hubungan Katabolisme Karbohidrat Protein dan Lemak